kahokya meri duniya mei tumhe rang kam dikhe?haan mat bolna.sawaal nahi tha|duniya meri itni bhi kali na thi jo tumhe veeran si lagi,gulal si bikharti zindagi ke palon komuskurate hue jiya hai maine,holi ke bhang si har ek ahsas kopiya hai maine.afsos par, ki tumek bhi rang na dhoondh paaye.are buddhu! nazar toh daudao zararang kaha na milenge,bahane na banao|pata hai ki tumhe pata nahimujhme hai umadti bhavnayein kaisi.sach kahun toh mujhe bhi pata nahi|par rang ki ek chatazaroor bikhari hai,abhi abhi,tumhi ne toh bikheri hai...par tumko toh dikhta nahilekin nahi,meri duniya mei ranghain kam nahi...Aditya
Sunday, 9 October 2011
Kaho na..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment